Posts

JAMAAT KE SAATH NAMAAZ PADNE KA BAYAAN HUZOOR AKDAS SALLALLAHO ALEHI WASSALLAM neh hamesha jamaat ke saath namaaz padhi hain, aur

Suhana Fatima Assalaamu Alaiku, Dosto Dekhte Dekhte Aadha Ramzan Guzar Gaye, Jo Log Namaz Ba-Jama'ath Nahi Ada Karthe Hain, Zaroor Padhiye. JAMAAT KE SAATH NAMAAZ PADNE KA BAYAAN HUZOOR AKDAS SALLALLAHO ALEHI WASSALLAM neh hamesha jamaat ke saath namaaz padhi hain, aur Apne sahaba ko bhi hamesha Namaaz Ba-jamaat padne ki taakid farmayi hain, HADEES SHARIF main hain ki jamaat ke saath namaaz padhna tahna(Akele) namaaz padne se 27 darja zyaada fazilat rakhta hain (Tafseer khazainul irfan,safa no 13) JAMAAT se namaaz padna islam ki badi nishaniyon main se hain, Jo kisi bhi deen main na thi JAMAAT ke saath namaaz padne ki fazilat aur jamaat ko choorne ki vayeed main hadeesen riwayat ki gayi hain. peshe khidmat hain HADEES: sahih muslim sharif main hazrat usman radiallaho taala anho se marwi hain ki HUZOOR SALLALLAHO ALEHI WASSALLAM farmatey hain ki "Jisne Ba-Jamaat isha ki namaaz padhi,goya usne aadhi raat Qayaam kiya (yaani Ibadat ki ya namaaz padhi) aur jisne fajr ki namaaz

यू आर सस्पेंडेड इस्पेक्ट ..............!

Ameesh Rai Akriti Wats Ganganath Mishra Girjesh Mishra Amar Verma विशाल तिवारी Bidesia Rang Sharad Dixit Ranjan Singh यू आर सस्पेंडेड इस्पेक्टर ऐसे किस्से पुराने जमाने में सुनने को मिलते थे कि राजा आधी रात को भिखारी के भेस में निकलता था और प्रजा को इंसाफ दिलाता था। ठीक इसी का अनुसरण पटना के एसएसपी मनु महाराज ने किया। मनु महाराज ने एक पुरानी साइकिल ली..अपनी वर्दी हटायी...पुराने और साधारण दिखने वाले कपड़े पहने...पैर में पुरानी चप्पल और सर पर गमछा रखा और पहुंच गये आर ब्लॉक। वहां गश्ती जीप में इंस्पेक्टर विपिन कुमार सिंह बैठे थे। बदले भेस में मनु साइकल लिये पहुंचे और विनति करते हुए कहा कि वह UP के निवासी हैं और पटना में ही रहते हैं.उन्होंने कहा कि उनके पैसे चोरी हो गये हैं उनकी मदद करें. इतना सुनना था कि इस्पेक्टर ने तंगहाल आदमी को जोर से डांटा और भागने के लिए कहा. लेकिन वह भागने के बजाये दोबारा आग्रह करने लगे. इस पर इस्पेक्टर के ऊपर पुलिसिया रोब सवार हो गया और तैश में आते हुए इंस्पेक्टर साहब उन