Posts

Showing posts from May, 2012

KARNATAK POLICE KI SAHJORI SE BIHAR MEIN SANSANI

mai julm tawatar kiye jaunga lekin,ilzam tujhe koi meray sar na milega. haliya dergh saal ke andar jis teji se muslim,honhaar,qabil.aur sarif nujawano ko gair qanuni dhang se giraftar kiya geya hai ussay karnatak   wa mumbai police ki dabagai parkash mein aayi hai.aur ab tak bela sabut unki tamam operatoin unke khatarnaak natije aur mansubaband sajish ki dalil hai.jisay dushmanane islam ke ishare pe anzaam diya jara hai.unki es jalil harkaton se ye baat to saaf hai ke iske pichey islam dushman taqtein apna sari taqtein harch kiye huye hai.chahe wa yahudi lobi ho ya fir eshai mishniryan.keyon ke muslim tanzeemo ke lakh protest ke bawajud hukumat-e-hind ki laparwai jale par namak chirakne ka kaam karrhi hai.ek taraf amriki esai padri ke jariye holy quraan ko nazar e aatish karne ki khabar se musalmano ke jajbaat ko thes pahucha hai jis ke baad muslim tanzeemein us gustakh ke khilaf karwaiyon ka mang karti najar aa rahi hain.jis par ANISUR RAHMAN AAQIB general secretary madarsa faijun

kisan ganj mp ne bhi karnatka police pe uthai anguli

pindar urdu daily dinank.17.5.12 page 10 pe chapi thi khabar ke anusar. Aatankwas ke naam par adhadhundh  giraftarion ka silsila band ho( maulana asrarul haque quasmi. MP kisanganj,bihar) bihar ke yuwakon ki giraftari par hairat aur dukh jatate huye eminent social worker and MP kisanganj asrarul haque qasmi ne kaha ke bihar raaj se pichle dino karnatak police ke jariye dahsatgardi ke  iljaam mein kafi ahmad ki giraftari ka jo samne aata wah hairat karne wala hai. unhon ne tazub ka izhar karte huye kaha ke desre reyasat police bihar mein dakhil hokar wahan ek  ke naujawan ko giraftaar karke lejati hai aur bihar police ko kanokan khabar tak nahi hoti unhone sawal kiya ke BIHAR POLICE wastaw mein anjaan rahi ya usnay jaan bujhkar aakhein band  karli thi? dahshat gardi ke ilzaam mein bina sabuton ke musalmano ko giraftar kiye jane par shakht patikirya jahir karte huye kishanganj ke MP maulana asrarul haque qashmi kaha ke ye intahai dukh ki baat hai ke musalmano ko dahsat grdi ki aar mei

THANK U

Image
Your comment has been saved. It may take a moment for your comment to appear on the site at  the original post . Post a Comment On:   BIHAR BROADCASTING CORPORATION "SHIKCHAK मूल्यांकन PARIKCHA २०१० एवं २०११ से संबधित RTI" 2 Comments -  Show Original Post Collapse comments 1 – 2 of 2   Anonymous  said... samastipu निरीक्षण में बंद पाया गया मध्याह्न भोजन May 07, 09:57 pm बताएं सरायरंजन, जाप्र : प्रखंड के विश्वंभरपुर एलौथ स्थित राजकीय अल्फा मध्य विद्यालय में सोमवार को स्थानीय पंचायत के मुखिया राजेश्वर शर्मा की निगरानी में विद्यालय का निरीक्षण किया गया। निरीक्षण के दौरान विद्यालय में मध्याह्न भोजन बंद पाया गया। इस संबंध में प्रधानाध्यापक सच्चिदानंद प्रसाद ने बताया कि चावल के अभाव में मध्याह्न भोजन बंद है। जबकि स्टोर रूम के खोलने पर पाया गया कि उसमें 7 बोरा चावल मौजूद था। इस निरीक्षण में विद्यालय तदर्थ शिक्षा समिति की सचिव शांति देवी एवं निगरानी समिति सदस्य मो. रेयासत उर्फ गब्बर भी मौजूद थे। May 7, 2012 11:07 PM