Posts

Showing posts from August, 2011

angan bari sewika niyukti se lekar sanchlan tak mein bhari ghotala.

Image
Samaj kalyan vibhag mein sab kuch thik thak lagta hai nahi chal raha , pichle dino Janta mukhmatnri ke janta darbar mein ek vijay naam ka waikti aaya tha ,apni kahani ,aur samasya ko sunaney jo 17 baar mukhmantri ke yahan aaney ke baad bhi uske samsya ka hal nahi huwa, akhbar mein chapi khabar pe agar washwash kiya jaye to sdo ke yahan 330 baar DM KE YAHAN 17 BAAR CHAKAAR LACHKE   VIJAY KO INSAFF    NA MAILNA   shayad esi baat ko bata haike   samaj kalyan vibhag mein sab kuch thik nahi,         Edhar purbi champaran se khabar mili hai ke   purbi champaran ke kalyanpur Block ke manichpra panchayat   jahan 5 angan bari kenra hai,   sewika   ke niyukti se lekar   uske sanchlan mein bhari animitta warsho sw hoti rahi, aur vibhag mukdarshak bana raha,             Logon ke jaali hastakchar kar garib bachchon ka maal gaban warso se hota raha, par ispe rok lagane ki himmat kisi mein nahi, yahan tak ke vibhag mein emandar mantari niyukt hone ke baad bhi in sari chijon ko rokne jachne ,baha

bargh rahat kari 2007 me huwe ghotalay ka pardafash magar bihar sarkaar nahi karegi karwai.?

                            Bargh rahat kari 2007 mein huwa tha bhari ghotala?   Bargh rahat   kari 2007 me purbi champaran, block kalyanpur   ke antargat   aaney wale panchayat manichapra mein bhar   ghotala huwa, bataya jata haike   uprokt panchayat ke Sri amin ahmad   putra abdul Rashid jo karib 20 saal se upar   apne gaon mani chapra mein nahi rahta par sakari record mein usko khadya samagri uthatey huwye dikhaya geya hai,          Yahi chijein puri bargh rakat 2007 ki emandari pe parashn chinhya lagati hai, AMIN AHMAD TO sirf ek udahran ,aiese na janey kitne amin ahmad ka khana   sarkari rasi ka ghotala   samney aayega agar iski bariki se janch hui to,          Chuke ghotale baaj unchi pahuch rakhte hian isliye aaj tak karwia na ho saki, ismale ke baray mein adhikarion ko pata hotey huye bhi karwai se katrahe .          Ab dekhna hai kiasi karwai hoti hai jissy ke bihar mukhmantri sabhaon mein saan se kahein gay   hamare rahte ghotala sambhow nahi. Keya kaisa hone jaraha ha