Posts

Showing posts with the label #खानकाहें_Khanqahen

Keya Auliya Allah se Mohbbat ka Tariqa Yahi hai .....? Iss me koi shaq nahi k #Khankanhen #islam ki #Asha'at ka #Markaz rahin hain , jin k zariye karodon Afrad k Qalub ko zikre Elahi se ma'moor kia geya hai , jin ki koshishon se karodon log halqabagosh islam huye hain , ye bhi RozeRaushan ki tarah Ayan hai ki Aaj barsagir mein jo islam nazar aa raha hai wah unhi khankahon aur bujragane din wa auliya ki den hai .....yaqinan wah tamam #khanqahein islam ki Asha'at ka markaz thin aur tutey , foote dilon ki rahat wa sakun ki Aa'majgah bhi......Lekin aaj bhi khanqahen keya kar rahi hain , un ka maqsad aur mishan keya rah geya hai ......unhen ye nahi bataya jata hai ki Aaj jo bhi iss tarah k jalse wa juloos aur Akhaden nikal rahe hain wah gair Islami sha'aar k hamil hain .....islam se koi lena dena nahi hai .....Balki aise Taur wa Tariqe Islam ko masakh karne ki raah hamwaar kar rahe hain .........meri baat kuchh logon ko talkh maloom hongi lekin haqiqat yahi hai k achchaiyon ko humne chhod dia aur Laguyaat ki rah Akhtiyar kar li .....dunia kahan se kahan ja rahi hai aur hum hain k jehalat aur jalalat ki raah ko apnaye huye hain ....Yaqin janiye qur'aan wa hadis aur sahaba e karam razwanullah Ta'ala azmain ka taur wa tariqa hee hamari kamyabi ki zamin hai aur iss k Alawa koi dusri chiz nahi...........

Mohammad shakil asthanvi 09852508777 ---------------------------- Keya Auliya Allah se Mohbbat ka Tariqa Yahi hai .....? Iss me koi shaq nahi k #Khankanhen #islam ki #Asha'at ka #Markaz rahin hain , jin k zariye karodon Afrad k Qalub ko zikre Elahi se ma'moor kia geya hai , jin ki koshishon se karodon log halqabagosh islam huye hain , ye bhi RozeRaushan ki tarah Ayan hai ki Aaj barsagir mein jo islam nazar aa raha hai wah unhi khankahon aur bujragane din wa auliya ki den hai ..... yaqinan wah tamam #khanqahein islam ki Asha'at ka markaz thin aur tutey , foote dilon ki rahat wa sakun ki Aa'majgah bhi...... Lekin aaj bhi khankqahen keya kar rahi hain , un ka maqsad aur mishan keya rah geya hai ...... unhen ye nahi bataya jata hai ki Aaj jo bhi iss tarah k jalse wa juloos aur Akhaden nikal rahe hain wah gair Islami sha'aar k hamil hain ..... islam se koi lena dena nahi hai ..... Balki aise Taur wa Tariqe Islam ko masakh karne ki raah hamwaar kar rahe hain ...