Skip to main content

Posts

Showing posts with the label police

#Train_Viral_Video ! इतनी चर्चा क्यों हो रही पुलिस वाले की ?देखें पूरा वीडियो ...

Updated 28.02.2026 #Train #Police #Takia_Chori #Chadar_Chori   Jaunpur Policeman Steal I phone: पुराने फोन को देकर नए फोन को उड़ा लिया | CCTV Video में खुल गई पोल जिस वर्दी में आम लोगों को सुरक्षा देने की कसम खाते हैं… उसी वर्दी को शर्मसार करने वाले कुछ पुलिसवालों का वीडियो सोशल मीडिया पर तहलका मचा रहा है… फोन बेचेने वाले ने बाकायदा प्रूफ दिखाकर बताया कि किस शातिराना अंदाज में पुलिसवाले ने उनकी दुकान से आईफोन प्रो मैक्स चोरी कर लिया…

यहाँ ईमानदार वही बचा जिसको मौका नहीं मिला (रेयाज़ आतिश )

Reyaz Aatish IS bharat me, 1---police qanoon bech rahi hai 2----wakeel criminals ke liye wakalat bech raha hai 3----lower court ka judge faisla bech raha hai 4---neta bhashan bech raha hai 5---IAS file me recommendations bech raha hai 6---Mantri order bechraha hai 7---chalti train me TTE berth bech raha hai 8-----Schol teacher copy me number bech raha hai. 9--- engineer cement bech raha hai 10--- Dctor sarkari hospital ka dawa bech raha hai, 11---Voter apna vote bech raha hai 12----bharashtachar ke virodh me 1977 me jitne wale LALU ne chara bech diya YAHAN IMANDAR WOHI BACHA JISKO MAUQA NAHI MILA https://mobile.facebook.com/story.php?story_fbid=1445362688813775&id=100000201743085&refid=8&_ft_=qid.6325972410655121110%3Amf_story_key.1230843388019862800&__tn__=%2As

दिल्ली पुलिस और संघ की सांठ - गांठ राष्ट्रीय एकता के लिए खतरनाक :- Dehli police aur sangh ki santh - ganth qaumi ekta k liye Khatarnak

Mr mas'oodul Rab :- 9308481396, 8521538800 Aisa malum hota hai k hamare Mulk ki police batadriz #RSS nawaz banti jaa rahi hai warna koi wajah nahi k somwar qaumi rajdhani ( rashtriye rajdhani ) new dehli mein RSS k daftar k samne mujahera karne wale toloba wa talebaat ko iss qadr bedardi aur barbariyat k sath Keyon pit-ti .....? ye Toloba wa Talebaat Hydrabad University k ahata mein ek dalit #scholer Rohit vemula ki KhudKashi k waqeya k Khilaaf pur"Aman ehtazaz kar rahe the jis k barey mein kaha jaa raha hai k oos ko khu'kashi karne mein do markazi wejra ka hath tha.....sitam zarifi ye hai k mojaherin toloba wa talebaat ko mauqa par maujood RSS kar_kuno ne police k sath mil kar nehayat bedardi se pita .....yahan tak k talebaat ko oon k balon se pakad kar jamin par gira diya ........police aur RSS ki iss jalemana karwai k natije mein kai toloba wa talebaat shadeed taur par jakhmi ho gaye hain ...... Nihath_they Toloba wa Talebaat k khilaaf police ki ye puri haiwani kar...