Arz kiya hai .....Jo dukhta ho Gala nazle k marey , to kar namkin pani k Gharare ....
Agar ho dil ki kamzori ka ehsas Murabba Aamla kha aur Anannas Agar garmi ki shiddat ho zayada To sharbat pi Bajaye aab sada Jo dukhta ho Gala Nazle k marey To kar namkin pani k gharare Agar hai dard se danton danton k baighal To ungli se masudhon par namak mal Nabi ka qaul soon Bawasaf wa Idrak Rozana too kiya kar taza miswak Jo hai ifkar e dunia se preshan Khuda ki yaad se kar dil ko shadaan Jo jism wa zehan se hai kasalmandi To kar panchon namaz ki pabandi ..