Shayad yahi wajah hai ki do taka ke logon ka manobal badha hua ?


Ye desh kisi ki bapauti nahi,  bolne waalon ko  apni aukat  nahi bhulni chaahiye , ye desh har us shakhs ka hai  jiske purwajon ne  is desh ke liye qurbaniyan di  '  ye desh unke liye nahi jo Desh mein aman bhai chara ka mahaul kharab karne ke liye desh ke achche nagrikon ko wideshi ghosit kare .....  chunao aayog ka rawaiya bharose ke qaabil bhi nahi dikh raha .... Modi aur bjp ko khush karne wala  malum ho raha .... amit shah aur azam parkaran mein sabit hota dikh raha .... ya yun kaha jaaye ki pakshpaat purn rawaiya parmanit ho geya hai to galat na hoga ..... bharat ke sawindhaan ke khelaaf kaam karna desh daroh hai , bharat ka sawindhaan is baat ki izazat nahi deta ki  koi kisi ko pakistani kah kar desh ke achche nagrik ka majak udaaye ..... aur aisa mazak udana desh daroh hai .... aur aise desh darohi aadmi ko kaanun ko chaahiye tha sabak sikhaana..... magar aisa nahi hua hai aur shayad ye chupa ishara hai ki qaanun ke rakhwaalon ka sympathy sawindhaan ki dhajji udane waalon ke saath hai .....yahi wajah hai ki aise do taka ke logon ka manobal badha hua .....  www.biharbroadcasting.com

No comments: